Kaha zamane ne humse, “Bhulado use...”
“Ayenge tumhare kal mein, aur bhi savere....”
Ho shyaad aisa hi….
Magar bhulakar unhein...
Jiyenge hum kiske sahare..??...??..
Ans.
Un saharo ka matlab hi kya jisme sirf yaade basi ho,
un risto ka matlab hi kya jo kabhi bane hi na ho,
kaun keta hai tumhe dusra sahar dhundh ne ko,
zarasa thehro koi to aahi jayega tumhe paane ko...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)

1 comment:
hame ye to umeed nhi ki koi dildaar aayega,
hume dhundhta hua kisi ka pyaar aayega,
haan itna zarur yakin rakhte hai,
pyaar na sahi, koi tyohaar to aayega. :)
Post a Comment